
Aabaad Barbaad Song Information
Aabaad Barbaad Is A Song By Arijit Singh. Lyrics Are Penned By Sandeep Srivastava While Music Is Produced By Pritam Chakraborty. Official Music Video Is Released On Official Channel.
| Song Name | Aabaad Barbaad |
| Film/Album | Ludo |
| Language | English |
| Singer | Arijit Singh |
| Lyrics By | Sandeep Srivastava |
| Composer | Pritam Chakraborty |
| Produce By | Pritam Chakraborty |
| Genre | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S |
| Release Date | 31 Oct 2020 |
Aabaad Barbaad Lyrics
Yaa to barbaad kar do
Yaa to barbaad kar do
Yaa fir aabaad kar do
Yaa to barbaad kar do
Yaa fir aabaad kar do
Voh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Ithna ehsaan kar do
Ithna ehsaan kar do
Poorey armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hai
Dhai wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Theri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do
(Mushqil aasaan)
Mushqil aasaan kar do
Yaa to barbaad kar do
Yaa fir aabaad kar do
Yaa to barbaad kar do
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Tum jo sheerin na huye kya
Humko farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..
Khwabon ko jagah na
mili aankhon mein
Vahan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fakat mijraab tha
Khwabon ko jagah na
mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fakat mijraab tha
Meri bejaan hasraton ko
Kaabile daar kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Ithna ehsaan kar do
Ithna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Yaa to barbaad kar do
Yaa fir aabaad kar do
Aabaad Barbaad Music Video
- The Complete Guide to Discovering the Top Mobile Games for Any Player
- The Full Guide to Locating Best Live Games at Vegas Hero
- Online Casino Australia No Deposit Bonus: A Comprehensive Guide for Gamers
- Experience the Thrills of Shiny Joker Casino & Sportsbook 1229082612
- Discover the Best Instant Withdrawal Casinos in the UK -798266793
- Les effets des stéroïdes : Comprendre les avantages et les risques

