Yaad Piya Ki Aane Lagi Lyrics – Neha Kakkar

Yaad Piya Ki Aane Lagi Is A Song By Neha Kakkar. Lyrics Are Penned By Jaani While Music Is Produced By Tanishk Bagchi. Official Music Video Is Released On Official Channel.

Yaad Piya Ki Aane Lagi

Yaad Piya Ki Aane Lagi Song Information


Yaad Piya Ki Aane Lagi Is A Song By Neha Kakkar. Lyrics Are Penned By Jaani While Music Is Produced By Tanishk Bagchi. Official Music Video Is Released On Official Channel.

Song NameYaad Piya Ki Aane Lagi
Film/AlbumYaad Piya Ki Aane Lagi
LanguageEnglish
SingerNeha Kakkar
Lyrics ByJaani
ComposerTanishk Bagchi
Produce ByTanishk Bagchi
GenreDivya Khosla Kumar and Faisu
Release Date16 Nov 2019

Yaad Piya Ki Aane Lagi Lyrics

Aasmaan mein baadal jaise ho rahe hai

Hum dheere dheere paagal ho rahe hai

Aasmaan mein baadal jaise ho rahe hai

Hum dheere dheere paagal ho rahe hai

Main to marjaana haaye

Tu na jo milne aaye

Main to marjaana haaye

Tu na jo milne aaye

Saansein meri hai inke haathon mein

Yaad piya ki

Mere piya ki aane lagi

Haaye bheegi bheegi raaton mein

Yaad piya ki aane lagi

Haaye bheegi bheegi raaton mein

Tere bina kya haal hai apna

Kya tumko batlaaye re

Choodiyan meri roye

Meri chunri roki jaaye re

Tere bina kya haal hai apna

Kya tumko batlaaye re

Choodiyan meri roye

Meri chunri roki jaaye re

Bin tere sab saza hai

Bin tere kaha maza hai

Bin tere kaha maza hai

Chahaton mein

Yaad piya ki

Mere piya ki

Haaye piya ki aane lagi

Haaye bheegi bheegi

Yaad piya ki aane lagi

Haaye bheegi bheegi raaton mein

Kab wo din aayega

Jab hum bhi mehendi lagwayenge

Naa jaane kab aayenge

Aur doli mein le jaayenge

Ho kab wo din aayega

Jab hum bhi mehendi lagwayenge

Naa jaane kab aayenge

Aur doli mein le jaayenge

Baari na aaye humaari

Baaratein dekhi saari

Baari na aaye humaari

Baaratein dekhi saari

Naachein hum sabki baaraton mein

Yaad piya ki

Mere piya ki aane lagi

Haaye bheegi bheegi raaton mein

Ho yaad piya ki aane lagi

Haaye bheegi bheegi bheegi raaton mein

Yaad Piya Ki Aane Lagi Music Video

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *