Jind Mahiya Song Information
Jind Mahiya Is A Song By Yasser Desai and Palak Muchhal. Lyrics Are Penned By Rashmi Singh Virag While Music Is Produced By Paresh A Shah. Official Music Video Is Released On Official Channel.
Song Name | Jind Mahiya |
Film/Album | Naughty Gang |
Language | English |
Singer | Yasser Desai and Palak Muchhal |
Lyrics By | Rashmi Singh Virag |
Composer | Paresh A Shah |
Produce By | Paresh A Shah |
Genre | Viren Bika & Rashmi Mishra |
Release Date | 15 May 2019 |
Jind Mahiya Lyrics
Dekh ke tumko kyun lagta hain
Dekhta hun main uss khuda ko
Dekh ke tumko kyun lagta hain
Dekhta hun main uss khuda ko
Shayad usne tumko khud ke jaisa hain banaya
Teri dhoop paake mera chalne lagta saaya
Rehmate baksh de mere yaara
Aankhiri saans tak main tumhari
Jind maahiya sunn maahiya
Jaana na dil se kabhi door…re..
Jind maahiya sunn maahiya
Jaana na dil se kabhi door
Rahoon tere paas main
Saansein teri main ginu
Baaho mein mujhe tu
Thodi jagah de
Teri dono aankhon mein
Chamkati jo khawab hain
Mujhe un khawabo ko pura karne de
Tumhare liye jeena hai mujhe
Dar sa lage kho na doon tujhe
Jind maahiya sunn maahiya
Jaana na dil se kabhi door…re..
Jind maahiya sunn maahiya
Jaana na dil se kabhi door
Kisi roz saath main
Chalunga leke tumhe
Milane dil ki khamosiyon se
Yakin aayega tumhe
Ek ek lafz pe
Kahoonga kuch nahi lekin hotho se
Aur tum mujhe rokna nahi
Kuch bhi magar tokna nahi
Jind maahiya sunn maahiya
Jaana na dil se kabhi door…re..
Jind maahiya sunn maahiya
Jaana na dil se kabhi door
Jaana na dil se kabhi door
Jaana na dil se kabhi door..
Jaana na dil se kabhi door..