
Hum Nashe Mein Toh Nahi Song Information
Hum Nashe Mein Toh Nahi Is A Song By Arijit Singh, Tulsi Kumar. Lyrics Are Penned By Amitabh Bhattacharya While Music Is Produced By Pritam Chakraborty. Official Music Video Is Released On Official Channel.
| Song Name | Hum Nashe Mein Toh Nahi |
| Film/Album | Bhool Bhulaiyaa 2 |
| Language | English |
| Singer | Arijit Singh, Tulsi Kumar |
| Lyrics By | Amitabh Bhattacharya |
| Composer | Pritam Chakraborty |
| Produce By | Pritam Chakraborty |
| Genre | Kartik Aaryan, Kiara Advani |
| Release Date | 9 May 2022 |
Hum Nashe Mein Toh Nahi Lyrics
Meri harqatein
Kyun badal rahi hain
Jabse mujhko tu mili hai
Tabse hain badi hairatein
Teri aahatein
Kyun jaga rahi hain mujhko
Saari saari raat le rahi hoon
Main karwatein
Baadal baadal pe chalte
Paidal paidal hain ab yeh
Padte zameen pe kadam kyun nahi
Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahin
Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahin
Ishq mumkin hoga kabhi
Hum nahi maante the
Haan magar hum tumko bhi
Pehle kahan jaante the
Meri hasratein
Sirf hain zara zara si itni
Ke naseeb hon mujhe teri fursatein
Baadal baadal pe chalte
Paidal paidal hain ab yeh
Padte zameen pe kadam kyun nahi
Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahin
Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahin
Hum Nashe Mein Toh Nahi Music Video
- The Full Guide to Locating Best Live Games at Vegas Hero
- Online Casino Australia No Deposit Bonus: A Comprehensive Guide for Gamers
- Experience the Thrills of Shiny Joker Casino & Sportsbook 1229082612
- Discover the Best Instant Withdrawal Casinos in the UK -798266793
- Les effets des stéroïdes : Comprendre les avantages et les risques
- Comprar Anabolizantes: Todo lo que Necesitas Saber

