Tu Hai Ki Nahi Lyrics – Kanika Kapoor, Meet Bros Anjjan


Tu Hai Ki Nahi


Tu Hai Ki Nahi Is A Song By Kanika Kapoor, Meet Bros Anjjan. Lyrics Are Penned By A.K. Upadhyay While Music Is Produced By Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Divya Khosla Kumar , Ajay Kapoor. Official Music Video Is Released On Official Channel.

Tu Hai Ki Nahi Song Information

Song NameTu Hai Ki Nahi
Film/AlbumAnkit Tiwari
LanguageHindi
SingerKanika Kapoor, Meet Bros Anjjan
Lyrics ByA.K. Upadhyay
ComposerAnkit Tiwari
Produce ByBhushan Kumar, Krishan Kumar, Divya Khosla Kumar , Ajay Kapoor
Genrepop
Release Date13th February, 2015

Tu Hai Ki Nahi Lyrics

Mujhse hi aaj mujhko mila de

Dekhoon aadaton mein tu hai ki nahi

Har saans se pooch ke bataa de

Inke faaslon mein tu hai ki nahi


Mujhse hi aaj mujhko mila de

Dekhoon aadaton mein tu hai ki nahi

Har saans se pooch ke bataa de

Inke faaslon mein tu hai ki nahi

Main aas-paas tere aur mere paas..

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi…


Daudte hain khwaab jinpe rasta woh tu lage

Neend se jo aankh ka hai waasta woh tu lage

Tu badalta waqt koi khushnuma sa pal mera

Tu woh lamha jo na thehre aane waala kal mera

Main aas-paas tere aur mere paas..

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ke nahi

Tu hai ki nahi…


In labon pe jo hansi hai inki tu hi hai wajah

Bin tere me kuch nahi hun mera hona bewajah

Dhoop teri na pade to dhundhla sa main lagun

Aake saanse de mujhe tu taaki zinda me rahun

Main aas-paas tere aur mere paas…

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi..


Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi

Tu hai ki nahi…

Tu Hai Ki Nahi Music Video

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *